Off Page SEO kaise karte hai | Ep. #12
Manage episode 312290236 series 3231976
Off Page SEO kya hai or kaise karte hai uske ware me iss Podcast me baat ki hai.. jisme mene Off Page SEO karne ke tariko ke ware me detail me bataya hai jinki madad se ham apni site ki rank Improve kar sakte hai.
Off Page SEO me ye sab karna hota hai:
- Backlink
- Guest Post
- Social Share
- Profile Links
- Directory Submission
- Link Exchange
- Press Release
- Comment Backlinks
- Forum Links
- Image Submission
- Document Submission
- Video Submission
- InfoGraphic Submission
inke aalawa bhi jo Site ke bahar ham karte hai Site ki ranking ke liye wo sab Off Page SEO me aata hai.. or Detail me janne ke liye yaha article read kare.
Ummid karta hu aapke liye jankari Valuable rahegi.. Agar aapko Podcast pasand aai ho to Please isko rate jarur kare..
Agar aapka koi Question hai to aap Twitter par #AskHMH hastag ke sath apna Question Tweet kare.
----
Join Hindi Bloggers/Youtuber Community: FB Group
Mujse Connect karne ke liye Iss Link par jaye..
Instagram | Facebook | Twitter | Linkedin | YouTube | Website | TikTok | Telegram
--- Send in a voice message: https://anchor.fm/rnmewada/message
--- Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/rnmewada/message61 jaksoa